Daur e Hazir ke Fitne...
Deen 5 Cheezon ka Naam hai
1. Aiteqadaat - Aqaid
2. Ibaadaat - Aamal
3. Ikhlaqiyaat - Akhlaq
4. Muamlaat - Talluqaat
5. Muashraat - Rehne Sehne ka Adab Aur Tarz e Zindagi
1. Aiteqadaat - Aqaid
2. Ibaadaat - Aamal
3. Ikhlaqiyaat - Akhlaq
4. Muamlaat - Talluqaat
5. Muashraat - Rehne Sehne ka Adab Aur Tarz e Zindagi
Agar isko mukhtasar karden, to deen 3 cheezon ka naam hai,
1. Aqaid
2. Masael
3. Akhlaq
[Akhlaq me hi Muamlaat aur muashraat aajayenge]
1. Aqaid
2. Masael
3. Akhlaq
[Akhlaq me hi Muamlaat aur muashraat aajayenge]
Aur Mukhtasar karen to deen 2 cheezon ka naam hai,
1. Aqaid
2. Masael
Akhlaq banta hai “خلق” se iska maana baatini kaifiyat jo amal par laade, hai. Ya'ni Akhlaq ki Bunyad nazariye se hoti hai aur Nateeja Amal se hota hai, isliye iski bunyaad Aqeeda aur Nateeja Masael me shumar.

Ab Bunyaad Aqaid 3 hain,
1. Tawheed
2. Risaalat
3. Qayamat
1. Tawheed
2. Risaalat
3. Qayamat
Ab Tawheed me bunyaadi baatein samjhne ki 3 hai,
1. Tawheed e Zaat
2. Tawheed e Sifaat
3. Tawheed e Asma
Risalat me buniyadi do baatein hai,
1. Zaat e Nabuwat
2. Wasf e Nabuwat
1. Tawheed e Zaat
2. Tawheed e Sifaat
3. Tawheed e Asma
Risalat me buniyadi do baatein hai,
1. Zaat e Nabuwat
2. Wasf e Nabuwat
Qayamat ki do qismein hai,
1. Qayamat e Sugra - Maut se Hashr Tak
2. Qayamat e Kubra - Hashr ke Baad se...
1. Qayamat e Sugra - Maut se Hashr Tak
2. Qayamat e Kubra - Hashr ke Baad se...
Ab in bunyaadi Aqaid me in sab ki bunyaad Tawheed hai, kyunke Rasool to aata hi Tawheed Samjhane ke liye aur Qayamat muwahhideen ke acche badle ke liye hai aur Munkireen ke Bure...
Ab Deen ke Bunyaadi Do Dushman hai,
~ Bada Dushman - Aqaid pe Hamla Karne wala
~ Chhota Dushman - Masael pe Hamla Karne wala
Ab bade ki waja se chhote ko nazar andaz nahi kiya jaa sakta na chhote ki wajah se bade ko kyunke hain to aakhir deen ke dushman

Dunya me kisi shakhs se hamari zaati ladayi nahi hai bas masla itna hai ke deen dushman hamara dushman hai, aur ye dushmani nazariyaati hai
Hamari ladayi zaatiyaat ki nahi nazriyaat ki hai
Hamari ladayi zaatiyaat ki nahi nazriyaat ki hai
Ab Dushman e Deen me do Sifat hoti hain,
1. Zaal Muzill - yaani gumrahi
2. Zaar Muzir - zarar pohchana takleef Dena
1. Zaal Muzill - yaani gumrahi
2. Zaar Muzir - zarar pohchana takleef Dena
Ab basa auqaat soorat aurat hoti hai ke dushman
1. Zalalat me bada hai lekin zarar me nahi
2. Zalalat me chhota hai lekin zarar me bohot bada
Uski misaal aisi hai ke,
1. Zalalat me bada hai lekin zarar me nahi
2. Zalalat me chhota hai lekin zarar me bohot bada
Uski misaal aisi hai ke,
Masjid ke bahar ek h!ndu chamar jhadu Marta hai aur chala jata hai aur ek banda namaz padhne aata hai namazi hai magar namazio me waswase dalta hai, ijtimaiyat ko todta hai, furui Masael pe behesein chhedta hai
Ab agar masjid ka imam is chhote dushman ka radd Khutbe me kare to agar koi naasamjh ye kehde ke aap ne us h!ndu ka radd kyu nahi kiya to ye bewakoof hoga, KyunKe wahan par agarche wo chamar bada gumrah tha, lekin muzir nahi...
Ek aur misaal ke ek Banda Panjwaqta namazi hai Maktab me baccho ko padhne bhejta hai lekin imam ki burai karta hai, baaz cheezo par bayan karne se pabandi karwata hai to ye shakhs zaada muzir hai banisbat us clean shave shakhs ke jo Juma Juma masjid aata hai
Ab baat ko samjhen, ke ham kisi ke khilaaf nahi jaate, ham apna deen aur apna maukaf bayan karte hain, koi muzir banke khada hota hai chaahe chhota ho ya bada ho uska radd karte hain sirf apne deen ke difa ke liye...
Agarche dushman andar ka ho ya bahar ka, dushman dushman hota hai ham usey fitna kehte hain...
Albatta chhota dushman apna zarar chhod de to uske ek hokar bade dushman se muqabla bhi karte hain...
Albatta chhota dushman apna zarar chhod de to uske ek hokar bade dushman se muqabla bhi karte hain...
Allah Ta'ala ikhtelaf, ittehaad, radd, hifazat, baqa wagaira ke hawale se ham sab ko samjh ata kare aur har sho'be ki zarooeat samjhne ki Taufeeq ata farmaye...
Aameen
Aameen
- Mutakallim e Islam Maulana Mohammad Ilyas Ghumman Db ke Duroos se Istefaada karke Naql kiya gaya hai.
Loading suggestions...